JobsYahan IconJobsYahan Main Image

About Us

Contact Us

JobsYahan Icon

hn

Bharat
ke Workers ke liye
Bharat ka Job App

Discover

News & Updates

Product features

Gyan centre

Jaankari

Recruiter Gyan

Ummidvar Gyan

Blogs & Articles

Sahayata

FAQs

User Guide

Contact Us

Sahayata

FAQs

User Guide

Contact Us

Humein yahan par khojein:

Find Us On

Whatsapp
Instagram
Facebook
Twitter
Linkedln
Youtube
Sharechat
Mojapp

Find Us On

Whatsapp
Instagram
Facebook
Twitter
Linkedln
Youtube
Sharechat
Mojapp

Privacy Policy

Upyog ki Shartein

© JobsYahan Technologies India Pvt. Ltd.

All rights reserved

Online Form Bharein

Panjikaran Karne Ki Prakriya

Pointer

'Register Via Whatsapp' button pe click karein

Pointer

Whatsapp par pehle se bhare huye message ko send karein aur chat mein puche gaye prashno ka uttar dein

Pointer

Profile ke anusar upayukt Job ki jaankari aapko WhatsApp par kuch hi dino mein bhej di jayengi

Note: aap 'fill form online' ke maadhyam se bhi website par panjikaran kar sakte hain

Role Se Jude Anya Prashna

Iss registration se mujhe kahan job milegi?

Ye registration JobsYahan ki khaas pahal ke anatrgat aata hai. Iske tahat hum sabhi aavedakon ko upyakut job se jodte hain. Aapko kahan job milegi ye tay karna aapke haath mein hota hai.

Aur roles ke liye kaise panjikaran karein?

Humari website par 'Our Initiatives' section mein diye gaye roles par aap panjikaran kar sakte hain.

Panjikaran ke baad jobs ke liye kahan se apply kar sakte hain?

Panjikaran poora karne ke baad, JobsYahan aapko kuch dino mein Whatsapp ke madhyam se job ki jaankaari aap tak pahuchaega. Aap di gayi job par WhatsApp ke madhyam se ek click se aavedan bhar sakte hain. Sambandhit employer fir aapse sampark karega.

WhatsApp par apply karne ke liye kitni jaldi mujhe message ayega?

Saamanya roop se humari aisi pahalon mein 10-15 dino ke andar Candidate ko Job ki jaankari milna shuru ho jati hai. Tab tak aap humari website www.JobsYahan.com par uplabdh job par bhi apni suvidha anusar apply kar sakte hain.

Kya mujhe vetan JobsYahan se milega?

Vetan vyavastha har job ke liye alag ho sakti hai. Aapko JobsYahan dwara WhatsApp ke madhyam se job se juda poora vivran prapt hoga. Iske aadhar par aap apna nirnay bana sakte hain.

Kya mujhe vetan JobsYahan se milega?

Nahin, aapke dwara chuna gaya employer hi apko vetan dega. JobsYahan sirf ek platform hai jo ummidvar aur niyokta dono ko jodta hai. Iske aage ki karwahi mein JobsYahan ka koi hastakshep nahi hota.

Kya mujhe koi bonus milega?

Bonus vyavastha har job ke liye alag ho sakti hai. Aapko JobsYahan dwara WhatsApp ke madhyam se job se juda poora vivran prapt hoga. Iske aadhar par aap apna nirnay bana sakte hain.

Mere prashna ka uttar yahan nahi diya gaya hai, mujhe kaha sampark karna padega.

Aap apne kisi bhi prashna ko humtak support@jobsyahan.com par email ke madhyam se ya +91-9355078414 par humari call support suvidha se pahucha sakte hain.